Khwaab

Q: Meri cousin nay aik khwab m dekha k sufaid color ka bakra numa janwar hay jis ka aik seeng hay us ko log paisay day lay us ki numaish kar rahay hain yani logon ko dekha rahay hain woh bhi dekh kar aati hay Jab ghar phunchti hay tu woh janwar us kay peechay ghar aajata hay us janwar ko meri cousin kay sath muhabat ho jati hay woh US Kay sath lipat kay rota hay magar meri cousin us ko malikon kay hawalay kardeti hay Ab woh pareshan hay mufti is ka MATLAB bata dain thnx

A: Aap un se kahe ke wo tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: