Khwaab

Q: Main khawab main dekhta hun ke mery marhom walid sahab mughy khawab main namaz ki talkeen krty hain aur khty hain beta baqaidgi sy namaz parha kro taka hazrat muhammad (SAW) tm sy kush ho jain. phr us k bad main dekhta hun rat ka wqt hai sb ghr waly soy huwy hain aur main bht zor zor ro raha hun koi bhi mery rony ki waja sy uthta nae hai. phr mughy mery aik bahi ki awaz aati hai unho ny kia kaha mughy thk sy yad nahi hai but kuch aasa kaha k q shor kr rahy ho ya ya q daramy bazi kr rahy ho shyd kuch is trha ka kuch kaha unho ny. please main bht preshan hun please mughy is khawab ki tabeer bta dain.

A: Paanch waqt ki namaaz ku paabandi se parhliya kare Musjid me jamaat ke saat owr tamaam kaam ku Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki Sunnat ke mutaabiq karne ki kowshish kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Labels: