Zakaat ka hisaab karna

Q:

1. Meray pas aik tola sona h or 15000 rupay jo zaroorat k ilawa hn jin ko aik saal ho gaya h kia muj pa zakat wajib h or kitni deni ho gi?

2. Passay is k ilawa bhi hn lakin wo ahista ahista jama huay hn muja yad nahi k un ko saal hua j ya nahi to in ki bhi zakat ada karni ho gi?

3. Or kia aesay banday ko zakat da sakten hn jo kamata ho ?

A:

1. Jee ha. Eik tola sone ki qeemat ku pandra hazaar roupee ke saath milaawo aur kul qeemat ka 2.5% feesat zakaat waajib he. Issi tarah agar aap ke qabze me kooi aur maal maujood he jis par zakat waajib he, to un sab ku apni zakaat ke taarikh par milaawo aur kul qeemat ka 2.5% zakaat me de do.

2. Oopar ghuzar gaya 

3. Agar us ke paas nisaab ki miqdaar se kam maal he, to us ku de sakte

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)