Mani owr mazi ke darmiyaan shak ho

Q: Ager ihlam bhi yaad na ho or kappre gele bhi naahin hon naahin uun pe koi mani,mazi ka suuka wa nishan mojuud ho mager jub sharam gah pe ek suuka wah sofaid ya zard rang ka halka sa nishan mojuud ho ya dusri surat main ziyada nishan mojuud ho sharam gah pe or khuwab main kisi larko ko dekha mager behuda ruup se nahin naahin khuwab dekhne wale k shewat aye ho or lazat bhi nahin aye ho tou yeh  teenon suraten maine jo bayan keen hain inn teenon suraton pe ghusul farz hoga ? ek ek surat ko khol khol ke bayan keren. 

bismillah.jpg

A: Agar mani owr mazi ke darmiyaan shak ho, to ghusal waajib he. Aur agar yaqeen hai ke mani nahie nikli, to ghusl waajib nahie.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: