Pagri ke maal par zakaat

Q: Kya dukan ki di hui pagdi ki raqam jo ki refundable h uski zakat h?

A: Pagri owr zamaanat ke maal (deposit) ke darmiyaan faraq he. Pagri ka maal lena owr dena jaaiz nahi he. Lekin agar dediya gaya, owr wo maal waapas hone waala he, to us par zakaat waajib he guzishta saalo ke lia.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)