Namaaz me pair ku qibla ki rukh ki taraf karna

Q: Agar imaam sajde me apni pair ki ungliya qibla rookh na kare to kya us imaam ke peeche muqtadi namaaz parna kaisa he?

A: Sub ki namaaz hogayegi, leikin pair ku qibla ki rukh ki taraf karna sunnat he. Agar aap Imaam ku samjaa sakte, to samjaa de, warne kisi aur se kahe ke wo Imaam ku samjaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)