Biwi ku "tum faarigh ho" kehna

Q: Mera ap sy ye sawal hai ke aik shakhs jis ko ilm nahi lafz farig k ye bolny sy talaaq ho jati hai who apni biwi ko aksar ye kahain aur mahni ma ho jaisy k tm farig ho yani zahni tor par ya is taran ke mehfoom k sath to kaya hukam hai?

A: Agar aapke yahaa ye lafz "farigh" talaaq keliye aammatan istimaal nahi hota to talaaq waaqi nahi huwa.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: