Khare hokar peena

Q:

1. Aqamat-e-Salaah kis ko perhni chahiyy? Kis ka haq ziyada he. Moaazan ya kisi aur namazi ka?

2. Kharay ho kar paani peena kaisa hy aur khuch loog kehty hy koi farq nahin perta Huzur (Sallallahu Alayhi Wasallam) ne kharay ho kar bhi paani piya he.

A: Muazin

Khare hokar paani peena jaaiz he lekin beth kar peena behtar he. Lekin zam zam ke paani khare hokar peena owr bethkar peena downo baraabar.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)