Showhar biwi ku mana karna apne hisse lene se

Q: Mere walid apni jaydaad me mera hissa dena chahte hain. lekin mere shohar mujhe lene se mana karte hain. kyun ki dono me thoda an ban hai. main lena chahti hoon kyun ki mere shohar ke sar par bahut qarz hai aur hamare pass apna bilkul kuch bhi nahi aur bachchi bi baligh hai main kludge keep liye kuch nahi chahti shohar ke pareshaniyan baantna chahti hoon. kya agar maine mera hissa liya to gunehgar ho jaaongi? ya qarz ke rehte Allah na kare mere shohar ku kuch bi hua to wo gunehgar honge?

A: Nahi. Aapko haq he hisse lene ka. Shohar agar mana karta he woh ghalat he. Usko haq nahi pohonchta ke woh aapko mana kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)