Jumma ki namaz Friday ko kyu parhe jati hai?

Q:

1. Jumma ki namaz Friday ko kyu padhe jati Hai? Hafte me sath din hote hai! Phir aisa kya baat hai K Friday ko hi Jumma ki namaz pardna chahiye? Koi aur bar maybe pard sakta tha na?

2. Christian log Sunday ko kyu charts jati hai? kya koi aur baar mein bhi ja sakta tha na? Aisa kya hua tha ke Sunday ko hai jana padta hai?

A: 

1. Ye Allah Ta`ala ka hukm he.

2. Christian logo ki baato ko chordo. Unse dosti ne karo aur unse door raho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)