Ma'zoor kis tarah namaaz parhe?

Q: Chote peshaab ki pareshaani he jism paak nahi rehta namaaz kis tarah parhi jaye?

A: Agar aap ma`zoor ho to namaaz ke waqt ke shuroo me eik baar wudu karna kaafi he. Phir uske ba`d jitni baar peshaab ke qataraat nikaljai wudhu baaqi rahega jab tak ke woh namaaz ka waqt khatam ne hojai. Ma'zoor ke masaail jaanne ke lia is link ku dekho http://muftionline.co.za/node/14076

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)