Zakaat hisaab karne ka tareeqah

Q: Mera apna grill ki dokan hai jidki aamdani etni hai jisay mera parewar alhamdolillah khuse khuse se guzar basar ho ja rha hai Meray dokan mai jo puzi hai woh somthing one lakh ki hai jo tuls hai meray pas blance money kuch bhi nahi agar khuch faeda hai bhi tou woh udhari lga huaa hai tou meray liyea jkat ka kya hukam hai

A: Aap kisee hisaab jaanne waale ke paas jaao aur unko bataao ke ye aapka saamaan khareed aur farokht he aur apne udhaar aur jo naqd aapke haath me he sab usko bataao aur us hisaab ke bad jo baaqi rahe udhaar aur qardh wadha` karne ke bad zakaat adaa karo. Isee tarah jo saamaan bechne ki niyyat se khareeda ho usko bhi isee me rakhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)