Ghusal-e-janaabat ku muakkar karna

Q: Ghusal e janabat kitni jaldi kiya jaye, agar ghar ke kaam kar ke baad me kare to kya gunaah hota he?

A: Gunaah to nahi. Lekin behtar ye he ke ghusal karne me ta'keer ne ki jaai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)