Submitted by user2 on Tue, 2018-03-20 07:21
س: ناخن میں میل ہونے کی صورت میں غسل اور وضو ہو جاتا ہے؟ اگر نہیں ہوتا تو کیا وہ نمازیں دہرانی ہونگی جو میل ہونے کےساتھ غسل اور وضو کر کے پڑھیں؟
Submitted by user2 on Tue, 2018-03-20 07:17
س: غسل کرتےوقت میں نے وضو کر لیا لیکن کلی کرنا اور ناک کےنرمی تک پانی ڈالنا بھول گیا , کیا میری غسل ھوگٸ؟
Submitted by user2 on Mon, 2018-03-19 08:11
Q: Agar aurat k kaan aur naak ched ho yani baaliyo k baghair ghusal lay tau kya kaan k aur naak k sorakho main bhi pani ka jana farz hai ya sirf upar paani baha dena kafi hai?
Submitted by user2 on Thu, 2018-03-15 06:52
Q: Ghusal lany k bad yad aaya jab k namaz bhi par li. Ghusal main kano ko dhona bhool gai kya main dobara se Ghusal lu ya bhool jany ki maafi hai?
Submitted by user2 on Tue, 2018-03-06 06:42
Q: Kuch din pehly mera accident hoa tha jis ki waja se mere per m fracture ho gya or doctor ne per ko plaster kr diya. Main shadi shuda hon hambistari k bad ghusal kesy kiya jae kiya Islam men gunjaish hy k hambistari k bad per pr pani na dala jae or ghusal b ho jae?
Submitted by user2 on Sun, 2018-02-18 06:53
Q: Agar waqt kam ho aur ghusal farz ho jaye toh namaz kaise parhe? Kabhi kabhi raat mein neend mein ehtelaam ho jata hai aur jab main fajr ki namaz ke liye uthta hoon toh mujhe maloom hota hai ke ghusal farz ho gaya hai lekin waqt bhi kam hai toh namaz kaise padhi jaye?
Submitted by user2 on Wed, 2018-02-14 07:19
Q: Kia mazi say ghussal wajib hota hai or kia hukum hai agar mazi kharij hojae to?
Submitted by user2 on Thu, 2018-02-08 07:37
Q: Agar ghusl karne se pehele nails mei se khoon nikle aur khoon clean karna bhool gaye aur woh khoon thoda sa baha tha aur phir ghusl ke liye chale gaye main ghusl lene se pehle shampoo aur soap se pehle clean karti hoon toh mujhe yad nahi ki maina apne feet ke nail par soap use kiya hai ya nahi aur ghusl karne ke baad mujhe yaad aaya ki mera ek nail bleed horahatha phir jab maine check kiya to nail ke oopar koi blood nahi tha but nail ke underneath blood jama hoke tha aur phir check kiya mujhe samajh mein nahi aaraha hai ki nail ke baahar bhi kuch hai ya nahi jisse se ghusl ka paani nahi pohocha ho kya mujhe ghusl repeat karna chaahiye? mai har baar 45 min ghusl lerarahi hoon aur maine jo namaz padhi kya usko repat karna chaahiye?
Submitted by user2 on Thu, 2018-02-08 06:58
Q:
1. Aik shaks ne hath se mani discharge karli hai to wo apne jism ko paak kese karega gusul wajib se?
2. Banda napaki ki halat me gomta pirta hai hath dhota hai n khana khata hai to kia hath dhone se jo qatre girte hn n towel se saaf karega wo towel napak hojaega n jaha jaha qatre girnge wo jaga? Khana khasakte hn napaki ki halat me?
Submitted by user2 on Mon, 2018-01-29 06:46
Q: Miya or biwi kai humbistari karnay kai bad miya raat ko ghusal kar leta nai kiyon kai ussay aglay din subha office jana hota hai or biwi nahi ghusal karti kion kai wo aglay din ghusal kar lai gi to is surat mai agar miya or biwi raat ko sath soye to miya napak to nahi hoga
Pages