Suraj nikalne, dubne aur zawal ka waqt namaaz parhna

Q: Suraj nikalne aur dubne aur zawal k time namaz mana hain, kiya Quran ya Hadis se sabit hain hadis no mujhe janna hain.

A: Hadith se saabit he. Hadith Sunan Tirmizi me he #1030.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: