Kya mani paak he?

Q: Kya mani khud paak he yaani agar hamari mani kahi kapron waghaira par lagi he or ghusal karne ke phir kapron par mani jo lagi thi wahi phir se hamare kapron par lag jaye to kya hukm kya phir se ghusal wajib hoga ya nahi kehne ka matlab ye ke kya sirf shahwat se nikalne se hi ghusal farz hota he ya kahi se lagne se bhi?

A: Mani napaak he. Agar kapre par aawe to us ko dholo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)