Meeraath

Q: Mery nana thy un ka ik makana tha un k 9 bchy hain 5 bhai 4 bhnain nana ab is duniya ma ni hain do bhai usi mkan mai rehtay thy kafi sal sy aik ny to rent per dy diya tha adha hissa,us ka bijli or guess k bill b ada ni kiye tha ab sab chahty hain unko hissa mily mkan bechana chahty hain, mkan ki qeemat 33 lakh lgi, to aik bhai jo kam sab kra rahy hain unho nay bijli k bill ada kardiye 3 lakh k , us k bad mkan k paiso mai hissay lgaye , kia ye sahi hai? or us k bad 30 lak main say unho nay bhaiyon main 5 lakh or bhno ma derh lakh denay ki bat ki ha, ab ap ye sab detail say btayen k kia ghlat hai or kia sahi or distribute kesay ho or kitna ho?

A: Agar is bhai ne 3 lakh diya he mahadh ihsaan ki niyyat se aur qardh ki niyyat se nahi kya to phir ye raqam usko nahi lotaya jayega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)