Mera ek cousin hai jo mujay pasand karta hai

Q: mera ek cousin hai jo mujy pasand karta hai. Pehle me us ku pasand nahe karti ti qke wo namaz nahi parta ta lekin ab us ne namaz parna shuru ki hai and he is getting religious day by day. Now I started liking him. Me use aksar khwab ma dekti hu. Ek bar mane deka k khwab ma meri ami muj se kehti hai k abi abi ALLAH ne muj se rabita kia or kaha k apni beti k liye ese larky ka intekhab karna jo ka zyada khayal raky use wakt khwab ma mujy mera cousin yad aya k siraf wahi wo shakhs hai jo meri parwah karta he. Ek bar mane us se badalo (clouds) ma bi deka ta aur aksar usy white kapro ma dekti hu...agar wo mera hath mangy to kia ma use accept kar lu? kia wo mere liye behtar ho ga?

bismillah.jpg

A: Jab tak aap ka nikaah us se nahi huwa to us ko sochna aur us ka khyaal dil main laana jaaiz nahi hai. Aap apne maa baap se zikr kare, agar woh khush ho to larke ke maa baap se zikr kare aur us ke baad agar dono khaandaan khush ho to aap us se nikaah kar sakte.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

قَدْ أَفْلَحَ ٱلْمُؤْمِنُونَ ﴿١﴾ ٱلَّذِينَ هُمْ فِى صَلَاتِهِمْ خَـٰشِعُونَ ﴿٢﴾ وَٱلَّذِينَ هُمْ عَنِ ٱللَّغْوِ مُعْرِضُونَ ﴿٣﴾ وَٱلَّذِينَ هُمْ لِلزَّكَوٰةِ فَـٰعِلُونَ ﴿٤﴾ وَٱلَّذِينَ هُمْ لِفُرُوجِهِمْ حَـٰفِظُونَ ﴿٥﴾ إِلَّا عَلَىٰٓ أَزْوَٰجِهِمْ أَوْ مَا مَلَكَتْ أَيْمَـٰنُهُمْ فَإِنَّهُمْ غَيْرُ مَلُومِينَ ﴿٦﴾

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Q: Mera ek cousin hai jo mujy pasand karta hai pehle ma use pasand nahe karti ti q k wo nimaz nahi parta ta lekin ab us ne nimaz parni shuru ki hai and he is getting religious day by day and now I started liking him. Me use aksar khwab ma dekti hu ek bar mane deka k khwab ma meri ami muj se kehti hai k abi abi ALLAH ne muj se rabita kia or kaha k apni beti k liye ese larky ka intekhab karna jo ka zyada khayal raky use wakt khwab ma mujy mera cousin yad aya k siraf wahi wo shakhs hai jo meri parwah karta he. Ek bar mane use badalo (clouds) ma bi deka ta aur aksar usy white kapro ma dekti hu. Agar wo mera hath mangy to kia ma use accept kar lu? Kia wo mere liye behtar ho ga? 

Category: