Eik hi waqt me do behne se nikaah karna

Q: Kiya koi apni bewi ki behan (sali) se shadi karny or ose apna shareeky hayat banay k liye sachy dil se dua kar sakta hai?

A: Eik hi waqt me do behne eik aadmi ke nikaah me nahi hosakta. Agar koi eik behn se shaadi karne ke bad doosri behn se shaadi kare, to doosri behn ka nikaah nahi hoga. Lekin agar eik behn ki wafaat ke bad doosri behn se shaadi kare to ye jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: