Biwi ko chor kar doosri mulk me kaam karna

Q: Mju ya pochna tha k ma out of country job krta hon. Es waja sa mari biwi mjy force kar rahi ha k ma sb kuch chor k wapas a jao aur us k sath raho. Jb k hamary ghar ki halat aise ni ha k ma job chor k wapas jao aur parents b kafi boory ho gy han un ki muj pa zimedari ha. Mane boht kosis ki samjny ki lkn wo nai manti bs ya k ya wapas a jao ya mujy farigh kar do. Please es silsaly ma mari rahnumai kary

A: Uski baat maqool he. Dono baat me se eik baat aap ikhtiyaar karle. Darmiyaan me eik soorat baaqi he. Jahaa aap mulaazamat karte ho to biwi saath lekar jaao agar woh us se khush ho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)