Safar me kab qasar namaaz parhe?

Q: Qasar namaaz safar me adaegi poori kar sakte he misaal agar apne rishtedaar ke yahan jayen or wahan bhi qasar namaz parhenge ya poori namaz?

A: Agar pandra din se kum aap ka qiyaam hoga, to qasar parhe. Agar pandra din ya us se ziyaada aap ka qiyaam hoga to poora parhe.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)