Hashimi kis ko kehte he?

Q: Kiya Hashimi Sayed hote he? Agar nahi to kiya agar hote he to wo bhi kis tarah? Hamare paas shajarah nahi he. Koi kehta he ke Sayed hote he koi kehta hai ke Sayed nahi hote.

A: Hashimi agar waladiyyat ko dekha jaaye to Abbaas (radhiyallahu anhu) ke aulaad bhi Hashimi he aur isee tarah se Hadhrat Jafar aur Hadhrat Ali (radhiyallahu anhuma) ke aulaad bhi Hashimi he. Waysa hee Abu Lahab ke jin aulaad musalmaan huwe woh bhi Hashimi he. Albatta hamaare urf me Sayyid usko kehte he jiska nasab Nabi (sallallahu alaihi wa sallam) ke paas ja karke milta he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)