Ghair mahram ko dekhna, baat karna aur hug karna

Q:

1. Nazare bad ya phir yu bhi kahe ke ghair mahram ko daikna

2. Ghair mahram se phone pe baat karna

3. Ghair mahram ke haat ko shake karna ya hug karna

4. Ghair mahram ko normal kiss dena.

Islam me in cheezo ki kiya hasiyat he or kiya in cheezo ka koi saza maqurrar he? 

A:

1. Nazre bad se muraad kisee haraam cheez ko dekhna to ye haraam he aur lanat ke asbaab me se he.

2. Hattal imkaan us se bachna chaahiye.

3. Na jaaiz aur haraam he.

4. Ye sab eik hee cheez he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)