Maa ki qasam khaana

Q: Me ne apni mangatar ko bola tha ke wo kabhi bhi khud ko nuqsan na punchay or na he blade mary agar us ne aisa kiya to me us se kabhi baat nahi karun ga, yeh baat ma ne maa ki qasam keh ke boli the. Mujhe bata de ke ab iska kiya hal he? Mujhe us waqt puri tarah se malooom nahi tha ke maa ki qasam nahi kehni chahiye.

A: Maa ki qasam khaane se kuch to hota nahi. Istighfaar karna chaahiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)