Agar waalid zaani he to aulaad ke liye kiya naseehat he?

Q: Agar walid zani ho to aulad ke liye is bare me kiya hukam aur naseehat he?

A: Apne waalid keliye dua karte rahe. Kisee soorat me bhi uski be-adabi na kare. Makaan me rozana taleem kare. Allah Ta`ala har qism ki be-hayaai se bachaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)