Roze ka fidya kab dena he aur kis ko dena?

Q:

1. Rozo ka fidya Ramadhaan me dena hota he ya doosre kisi bhi mahine me de sakte he?

2. Fidya rozedaar ko dena hoga ya kisi bhi miskeen ko de sakte he?

A:

1. Agar kisi ne Ramadhaan me nahi diya, to Ramadhaan ke bad bhi de sakte. Lekin Ramadhaan se pehle, Ramadhaan ke roze ke fidya dena mutabar nahi he.

2. Kisi bhi musalmaan miskeen ko de sakte.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: