Ammi burkha pehnne se mana kar rahi hai

Q: Mujhe meri ammi burkha pehnne se mana kar rahi hai. Kya mujhe unki baat sunna chahiye ya Islam ka tarika pe chalna chahiye?

A: Aap Islam ke tariqe par chale aur apni waalidah ki baat na maane. Hadith shareef me aaya ke makhlooq ki itaa'at nahi ki jaayegi jaha wo Allah Ta'ala ki nafarmaani ka hukm kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)