Qurbaani jaanwar ko Eid se pehle kitne din khareedna

Q: Agar koi shakhs Eid say ek month pehle janwar ley aata hai or Eid par hi zabah karta hai or koi aur shakhs Eid say do din pehle janwar lata hai or Eid pe zabah karta hai to dono main kia farq hai? Kiya is main koi masla hai ya kam ajar ya ziyada ajar hai?

A: Qurbaani ka ajar to eik hee hoga lekin jis ibaadat ko ziyaadah ihtimaam, mahabbat aur khushi se kya jaata he uska ajar bohot ziyaadah bhar jaata he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)