Imam ka muqtade ke saamne moonh karke bethna jabke wo namaaz parh raha ho

Q: Kya Imam ka muqtade ke saamne moonh karke bethna durust hai, jabke wo namaaz parh raha ho?

A: Behtar he ke uski taraf muh na ho balke baaye ya daaye taraf muh karle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)