Mannat ka matlab

Q: Mannat ka kya matlab he shariat me?

A: Mannat ka matlab ye he ke aap Allah Ta'ala se wadah kare ke agar koi kaam pura hojaye, to app itne paise sadqah me denge ya aap roza rakhenge ya namaaz parhenge waghairah, to agar aap is tarah ki mannat kare, to jaaiz he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)