Phone par teen talaaq

Q: Maine 2 saal pehle 1 larki se court me nikah kiya kyu k na os ka baap shadi k khilaf tha. Maine jaise hi nikah kiya oss us k ghar main chor diya bagher hath lagaye. Main kisi ki badnami nahi chahta ta bs sirf majboor karna chahta ta us k waled ko. Lekin wo pir b na mana aur wo waha se  apni beti aur tamam ghar k afrad ko le kar afghanistan chale gaye. (Sorry main likna bhool gaya tha unka taluq afghanistan se ta.) Mere ghar me b sab log muje har waqt majboor karte k ye nikah tor do aur us k ghar main bi yahi haal tha. Akhir majboor hokar maine osse phone par 3 dafa talaq ka kaha. Mufti saab main ye jana chahta hoo k kia main dobara uss larki se shadi kar sakta hoon?

bismillah.jpg

A: Agar nikaah karna hi ho to halaalah ke baghair nikaah karna durust nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

فَإِن طَلَّقَهَا فَلَا تَحِلُّ لَهُ مِن بَعْدُ حَتَّى تَنكِحَ زَوْجًا غَيْرَهُ فَإِن طَلَّقَهَا فَلَا جُنَاحَ عَلَيْهِمَا أَن يَتَرَاجَعَا إِن ظَنَّا أَن يُقِيمَا حُدُودَ اللَّـهِ وَتِلْكَ حُدُودُ اللَّـهِ يُبَيِّنُهَا لِقَوْمٍ يَعْلَمُونَ ﴿البقرة: ٢٣٠﴾

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: