Razaai behn se nikaah karna

Q: Maine bachpan me ek bar apni chachi ka dhudh pi liya tha, kya mai uski beti se nikah kar sakta hun?

A: Nahi, aap us se nikaah nahi kar sakte he. Wo aap ki razaai behn he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)