Email ke zarye se talaaq

Q: Husband email per apni wife ko talaq sent karta hai phir bivi nahi parti aur paray baghair delete ker daiti hai kya iss tra baghair pary talaq ho jaye gi ya nahi aur husband bi inkaar ker dai ke us ne sent nahi ki. To kya islaam ki logic hai iss halat main?

bismillah.jpg

A: Agar khaawind ne talaaq diya to ba ghair parhne bhi talaaq waqi ho jayega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: