Dulhan ki baal pakar kar dua parhna

Q: Mera sawal yeah hai ke agar koi musalman dullah apni dulhan ke sath pehli raat mein yeah jo baal pakar ke jo dua karna hai humbistar hona se pehla agar woh dua nahi kara to kya uska humbistar hona zina ye ghalat nahi agar usse jo aulad hogi kya woh halaal hogi agar dua nahi oada to isse koi gunaha to nahi hoga?

bismillah.jpg

A: Jab nikaah huwa to biwi halaal ho gai. Dua parhna Sunnat hai. Agar kisi ne dua nahi parhi to us ki biwi us ke liye haraam nahi hogi. woh humbistari halaal hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: