Na mahram larki na mahram larka se baat karna

Q: Mera masla yeh hai k ma jis jaga shadi karna chahti hon wHa us boy ki job nahi ha or ap koi asa waziga bta ddy k us boy ki job b hojye or mary ghar woh rishta b ly aye ma ak wazifa kar rai hon par abi tak kch ni hoa shukria.

bismillah.jpg

A: Shaadi se pehle na mahram larki ke lia na mahram larka se baat karna jaaiz nahi he. 

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)