Khwaab ki Ta'beer

Q: Me akser khawb dekhti houn ke me aik ghar me houn. Wo place unknown ha. Ghar unknown hai. Wahan mery ilawa koi nahi na meri family na koi unknown person na koi janwar. Aur me wahan aesy reh rae hoti houn jesy wo mera apna ghar hai. Us ghar me furniture bhut ha. Me yea nahi soch rae hhoti ke falan cheez is gahr me achi nahi. Magar me wahan akeela feel kr rae hoti houn. Me chahti houn ke wahan meri family ho. Me wahan kisi ka intazar bhi shied kar rae hoti houn mgr intazar kis ka kar rae hoti houn ye andaza me khawb main lga pie na jag kay? Is khawb ka kia meaning ha? Kindly tell me aur me unmarried houn.

bismillah.jpg

A: Dil ka sukoon asl sukoon he. Owr dil ka sukoon Allah Ta'ala ne apne itaa'at owr Nabi (Salllallahu Alayhi Wasallam) ke Mubaarak sunnat me rakha. Jis qadar aap usku apne zindagi me laaenge, us qadar Allah Ta'ala aap ku sukoon ki dawlat naseeb farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Category: