Khwaab me apne aap ku murda paana

Q: Hazrat agar khuaab main apne app ko murda pao or kabar ko dakhoo jo kachi miti ki hoo or uss main garam paani ko daikhoon to iss khuaab main kisss taraf ishara hai jab ke aaj kal hakeekat main bohat sardi per rahi hai? 

bismillah.jpg

A: Musalmaan ku chahia ke har waqt aakhirat ki fikar saamne rakhe owr qabar ke lia tayyari kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Category: