Khwaab ki Ta'beer

Q: Mein ne khwab mein dekha keh meri Ammi mujehe halwa (Sweet) khela rahi hain aur mein ne khaya to mujehe bahut acha laga aur mein ne aaj taak aisa sweet nahi khaye ty kabhi jub mein ne aur khana chaha to wo mujehe nahi mela aur jub dekha haat to wo mere zubar pe ta aur mein sweet waha dond raha ta. 

bismillah.jpg

A: Aap ku apne waalidah se faaidah melega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Category: