Waraasat

Q: Ayk baap fout hojaye or ghar wirasat me ajaye to bachon ko or maan ko kis hisab sy ghar ka hissa mily ga? Baap ki Naseehat (hath ki likhi hoi) apni biwi ke naam kitni ehmiat hy shariat me. Aik beta fout hogya hy to os ki bewa or bachon ko kitna hissa milly ga. Wafaat ke bad bety ki kamai ka eik maan ko kitna hissa milta hy? Ghair Muslim ko zakat lagti hy k nhi agar anjany mn ghair muslim ko zakat dy di to dobara deni pary gi?

bismillah.jpg

A: Aap saaf bataiye ke marhoom ke kitne bachche the aur unke waalidayn zindah he ya nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)