Khwaab ki Ta'beer

Q: Meine khaawb mein dekha tha kafi saal pehly ke me kafi ounchi jagah jaha ass pass pody hea darkht hea ja rahi houn thori dair baad mein
apna hath 1 tree ke tune pay lga kar khari ho jat houn uss tune say meri shahadat ki finger per gound c chees lag jati hea mein zoor say hath ko hilati houn jo chees finger per lagi thi wo zameen per gir jati h or wo Madina Munawwarah ban jati hea or mujhe awaz ati hea k agar tumhy darr lagy to tum yaha aa jana iska mtlb kia hoga?

bismillah.jpg

A: Khaab ka ma'na ye he ke agar aap khushi aur kaamyaabi ku chahti, to Allah Ta'ala ne sirf huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) hi ki mubaarak sunnat me rakhi, usse ke ittiba se aap ku khushi aur kaamyabi haasil hogi. Lihaza Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ka ittibaa karleejiye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Category: