Ghussah ke lia wazifa

Q: Maira sawal yeh hai ki mairi cousin behen hai usku bahut gussa ata usku na maa baab ku samajti aur na kisi ku bas muhje ek accha wazifa boliye jo iskai dil mai gussa kai jaga naram mizaaj hojaye sab sai narmi sai milai aur gussa khatam hojaye koi asaan wazifa boliye.

bismillah.jpg

A: Ye wazeefah parho  يَا سُبُّوْحُ ، يَا قُدُّوْسُ ، يَا غَفُوْرُ ، يَا وَدُوْدُ aur uspar phoonko.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)