Dam karne se kaisa asar hota he?

Q: Kkisi bhi dua ho ya aayaat ko par khar dam kar kae phook nae sae kaise kaise asraat aur kaise kaise kaam kar tae hein?

bismillah.jpg

A: Alfaaz me bhi asar huwa karta he. Agar kisee ne aapko kisee khush khabri sunaayi to dil par uska asar parta he aur agar koi sadme ka khabar aaye to bura asar parta. Khulasa ye he ke alfaaz me bhi asar hota he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)