Nikaaah ke lia molvi Saheb laana

Q: Ayk larki sunni hai larka bhi sunni hai. Kia nikkah ke liye larki ka molvi lana zarori hai ya larka bhi la sakta hai aur larka jis ko mannta hai wo wahabi hai kia wo dono ka nikkah parha sakta hai ya nai?

bismillah.jpg

A: Larka bhi la sakta he agar larki ki khushi ho.

Jee haa.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)