Khwaab ki ta'beer

Q: Mai ne dekha hai ke ma apny bhai aur do rishta daron ke sath aik pahari sark par safar kar rha hn aur in ko bta rha hn ke Dekho kitna buland pahar hai wahan makan bhi bany hain aur faseel bhi hai.

bismillah.jpg

A: Allah Ta'ala khaandaan me mahabbat paida farmaenge owr aakhirat ke umoor ki taraf ayk dowsre ki madad karne ki tawfeeq naseeb farmae .

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada