Khwaab ki ta'beer

Q: Main kuch dino se ak khuwab hamesha dekh rha hu subah subah. Mera khuwab ye hain ki mujhe hamesha subah subah aisa dikhta hain ki main koi bhi cheez yaa to bana rha hun yani mujhe khana dikhai de rha hain aur kabhi main us khane ko khate hue dikhta hun lekn hr br kuch nayi cheez hi khata hua apne apko dekhta hun. Aur in khuwabo ke beech main maine ak khuwab aur dekha tha apne bade abba ke ladke ki shadi lekn shadi jaise mahol nhi dikha aur unka ladka mere sth betha tha simple chair pe aur uske doat bhi hamare sth the bs dosto ke muh se khte hue suna tha ki shadi hain. Mujhe jald se jald bata dijiye ki mujhe aise khuwab kyun aa rha hain daily. Achchaa ak baat aur batana chahta hu kii main raat ko sone se phle 6 kalme, uske baad 3 mqrtaba aytal kursi, phr astaghwirullah 3 martaba, phr " ya qadiro" 100 martaba dusmano ke liye, uske baad main alam nasra ki surat 12 martaba pad kar so jata hun. Isi tarah subah uth kr sbse phle 1 kalma, phr aytal kursi 3 br, phr alam nasra 12 br, phr bismillah 21 martaba, phr ak dua hain jski fazilat ye hain ki jo shaks subah uth kr ye dua pad le to us din woh bahtreen rijk se nawaaza jata hain aur buraiyon se mahfuz rhta hain . woh dua hain" mashallahu lahawula wala kuwwata illabilla hi, ashadual laillaha illaha ala kulli sayyin kadir." Ye pad kr phr bister se uthta hun to main ye kahna chata hun ki inme kuc surte aur dua abhi abhi suri ki hain jaise ki alam nasra, ya qadiro, bismillah, aur ye dua mashallah wali. To in duao ki wajah se aise khuwab aa rhe hain aisa to nhi hain. Mujhe aap srf itna bata dein ki ye khuwab ki tabir kya hain aur in
duao ka aur surto ko ak sth padna thk hain ya nhi... Kya koi galti krta hin padne main. Aap plz mujhe jald se jald bata dijiye.

bismillah.jpg

A: Allah Ta'ala aap ku rowzi me barkat naseeb farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada