Halaal cheezo ku haraam karna

Q: Me ye puchhna chahata hun ki agar koi gusse me aake kisi khane ke chizon ko haram karde to uska hadith kya he or agar haram ki hui chiz ko agar galatise khale to kya hoga?

A: Kisee khane ki cheez haraam karne se haraam nahi hota. Agar kisee ne aysee qasam khaayee to qasam torna dharoori he aur kaffaarah adaa kar liya jaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)