Sureen me jima' karna

Q:

1. Mera sawal ye he ke biwi se hambistri ke doran agar ko apna rasta badalne ki koshish karta hei maslan wo piche se karne ki koshish karta hei magar wo piche se karta nahi hei bas koshish karta hei or do baar aesa karte huwe a'zuu tora sa andar bi daakhil hochuka hei to iske bare me kya farmayenge aap? Ab us shakhs ko ihsas hei ke muje aesa nae karna chahye tha ye ghalat hei to ab toba qabool hogi?

2. Agar shohar apna a'zuu aurat ke moo (mouth) me deta hei to iska kya hukam he or iska gunah kitna he? Owr agar aesa hua ho to toba qubool he?

A:

1. Sureen me jima' karna haraam he owr bohot bara gunaah he. Is ke lia towbah owr istighfaar kar lo. Agar aap sache dil se towbah kare owr azam kare ke aainda kabi bhi ayse nahi karenge, to Allah Ta'ala towbah qubool karenge.

2. Is link ku dekho http://muftionline.co.za/node/2386

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Category: