Witr owr fardh ki qaza ku alag alag parhna

Q: Kya kisi ki esha ki namaze jo qaza ho gayi he wo un ke fardh aur witr alag alag parh sakta he. Pehle saare fardh parh le aur phir saare witr? Kya is tarah kiya ja sakta he ya farz aur witr saath saath parhne honge?

A: Dono tarah jaaiz hai.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)