Ma ka hissa waraasat me

Q: Mufti saheb, ayk ma ka apny bety (son) ki kamai owr us ki property or os ke assets me kitna hissa hota hy? Bety (son) ki death ke baad os ki biwi bachon ka kitna hissa hota hy shariat kia kehti hy?

A: Agar us ki biwi aur bete aur betiyaa hai to biwi ko aatwaa hissa aur us ki maan ko chata hissa aur baqiyyah maal us ke aulaad ke dermiyaan hogi bete ko do hissa aur beti ko eik hissa milega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada

Checked & Approved:

Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)