Khwaab ki ta'beer

Q: Me ne ye shayad do teen bar dekh chuki mjhe khwb me ata he ke mjhe mushkl jga se nche utrna hota he lkn mn bht prshn hti hun drti hun k kse utrun k jb b dkhti hun mre sath mri czn jo k bhabhi he wo hoti he wo hlp ka khti he is bar to mn roti hun to wo hns k khti hun k pgl tm rona shru ho gai mn mdad krngi tm nche utro us wqt mre hath mn fruit hota he jo k grta hai shpr se kch or ye jga whn hti he jhn mra susral hai hmsha oper se nche utrna hota he jo hmsha mshkl jga hoti hai.

A: Panch waqt ki namaaz ku paabandi se apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kare. Neak suhbat ikhtiyaar kare owr tamaam mushtabah cheezo se parhez kare (jaise cellphone, internet, TV, waghairah). Aank, zabaan, kaan aur dil ki hifaazat kare tamaam ghunaaho se aur purda ka ihtimaam kya kare tamaam na mahram larko se. Agar aap nek raaste ki oopar chale gi aur har waqt ghunnaho se bachegi, to Allah Ta'ala aap ku hamesha khush rakhenge owr kamiyaab banaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

 

Answered by:

Mufti Zakaria Makada